Soundtrack world 2010 Hindi Poem Aazaadiyan by Amit Trivedi from album Unknown
Duration : 5 minutes & 39 seconds.
Listener : 190 peoples.
Played : 2038 times and counting.
Pairon ki bediyan khwabon ko baandhe nahi re, kabhi nahi re.
Mitti ki parton ko nanne se ankur bhi cheeray, dheere dheere.
Iraade hare hare, jinke seeno mein ghar kare.
Woh dil ki sune, kare, na darre, na darre.
Subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan.
Jo khayalon pe pehre daale woh aankhein hai kahan.
Par khulne ki deri hai parinde udh ke choomenge.
Aasman aasman aasman.

Aazaadiyan. Aazaadiyan.
Maagey na kabhi, mile mile mile.
Aazaadiyan, aazaadiyan
Jo cheenay wahi, jee le jee le jee le.
Subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan.
Jo khayalon pe pehre daale woh aankhein hai kahan.
Par khulne ki deri hai parinde udh ke choomenge.
Aasman aasman aasman.
Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai (hone ke hai)
Subha nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai (hone ke hai)

Aane wala waqt dega panha hai.
Ya phir se milenge do raahein
Khabar kya, kya pataa.