Ajnabi kahe ke apna kahe
Abb kya kahe, kya na kahe
Ajnabi kahe ke apna kahe
Ab kya kahe, kya na kahe
Ishare bhi chup hai
Zubaan khamosh hai
Sadaa gumsum si hai
Tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Tu chut kar, kyun chutaa nahi
Kuch toh judaa hai abhi
Main toot kar, kyun tutaa nahi
Jeene mein hai tu hai kahin
Ishare bhi chup hai
Zubaan khamosh hai
Sadaa gumsum si hai
Tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Hai har ghadi, woh tishnagi
Jo ek pal bhi, na bujhi
Hai zindagi chalti huyi
Par ye zindagi hi nahi
Ishare bhi chup hai
Zubaan khamosh hai
Sadaa gumsum si hai
Tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re…